Monday, February 13, 2012

Urdu

I love Urdu from the deepest of my heart. It's not language, it's music weaved in words that touches one's soul. It carries with it the power to touch you even though you do not understand some words. Sometimes listening to something or feeling touches you so much that not knowing the meaning of a word makes no difference. I'll share something I wrote, which perhaps is not at all close to Urdu, but knowing that it comes from the heart, it feels good:) Following my words is a poem I share by Ghalib:) Those of you who cannot understand Urdu, apologies for not being able to translate it! I myself am a novice. :)


Hum jeeye hain sada apke ke liye,
Par shayad fursat nahi kabhi mili,
Apko ae dil-ae- bahar…..

Yeh thandi pawan mehsoos kari,
Badalon ko dekha, khushi jhalki,
Apko Socha, par na jana kabhi…….

Yeh zindagi ki haseen si gali,
Ek gali mein galiyan kahin,
Kaeenn dekhi, Kaeen suni,
Yeh daud mein khushi thami,
Na mile tum humein kahin…….

Ik din baarish ki boonde padi,
Meethi si ek muskaan jhalki,
Kaha humnein bhi badalon se yahi,
Jayein barsaayein aap par kuch hasi…..

©©Aakriti
this is the one by Ghalib :

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein...

Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,
Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi.

Din Raat Daudti Duniya Mein,
Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,
Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.

Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,
Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.

Saare Naam Mobile Mein Hain,
Par Dosti Ke Lye Waqt Nahi.

Gairon Ki Kya Baat Karen,
Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Aankhon Me Hai Neend Badee,
Par Sone Ka Waqt Nahi.

Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.

Paison ki Daud Me Aise Daude,
Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.

Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.

Tu Hi Bata E Zindagi,Iss Zindagi Ka Kya Hoga,
Ki Har Pal Marne Walon Ko,Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.

Wishing you a lovely Happy February!:)


5 comments:

Unknown said...

i love urdu and the whole aura around it. Hearing the words in it, specially a poetry is like a play of sounds by the nature!

Aakriti said...

yes.indeed:) Thank u for dropping by!

Kunal said...

aur kuch din pehle, koi mujhe ghalib bol raha tha! ;)

mujh par to shayad sharab ka asar ho na ho...aap par to zindagi ka nasha pura chaya hua hai.. :-)

maine bhi badalon se yehi kaha -
'Jayein barsaayein aap par kuch hasi…'.

I think, you may like to read this,
A beautiful poem, which I came across.

http://hummingwords.blogspot.com/2012/02/blog-post.html

Aakriti said...

Kunal: Dude....I'm nooooowhere near Ghalib! door door tak nahin.. and thank u ..will read it soon. thanks for sharing

Bhargav Bhatt said...

Kaha humnein bhi badalon se yahi,
Jayein barsaayein aap par kuch hasi…..

wow..thats great... nice one... maja aa gaya.. :)

You may also like:)

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...